Saturday, September 09, 2006

...............

Chalo yade, yanhapar
tumare liye koyi panaha nahi.
panaha to wo dete hai,
jinka aapna kuch hota hai.

Na kuch bacha hai jo
kah saku ke mera,
sabkuch kuch tu luta hai uanone
aakhir bacha hi hai kya mera.

Na gum hai na khusi
na jajbat ki gunjaish
kis mod pe aa ruki hai
ye meri jindagi,

No comments: