Wednesday, September 27, 2006

Uanki Yade

Wo aur uanki bate,
aksar hame yad aate hai.
Kuch palke liye humko,
kisi aur jahame le jate hai.
Kya such tha, kya jhoot
hum sochte raha jate hai.

Kitne kasme, kitne bate
aur na jane kitne wade,
kabhi socha hi nahi
tha ki humne wo
banhke rah jayenge
humare liye sirf eak yade.

Kya kya nahi kiya karte the
deknekhe liye wo aapki muskurahat
Kabhi duniyako pagal bana dete the
to kahte huwe kabhi khudko pagal.
Aakhir kyon socha nahi tumne
bus yenohi karke gayi hume ghayal.

Na koyi gum hogi hume,
aagar tum hume bhul jawo.
Na shikayat rahegi tumse,
nahi koyi gila.
jabki tum hume, jante bhi
nahi aaj, phir kyon ye silsila.

Eak palke liye phir bhi
kahata hai mera dil.
Tume aaj bhi yad aate honge
mere sath bitaye huwe eak to pal.
Kabhi mere aankhome me tum,
dekha karte tum khudki aane wali kal.


Gum nahi ye khuda, aagar
tu hume mout dede, haste huwe aapnayenge
bus eak darkast hai tujse
ki baksh de uanki yadonko hume.
Uaske bina aakhir hamari jindagi
moutse bhi kuch kam nahi..

Saturday, September 09, 2006

...............

Chalo yade, yanhapar
tumare liye koyi panaha nahi.
panaha to wo dete hai,
jinka aapna kuch hota hai.

Na kuch bacha hai jo
kah saku ke mera,
sabkuch kuch tu luta hai uanone
aakhir bacha hi hai kya mera.

Na gum hai na khusi
na jajbat ki gunjaish
kis mod pe aa ruki hai
ye meri jindagi,